holy Veda me Tawheed (Ekeshwarwaad) 1. Sirf ek Ishwar hai usi ki ibadat (upasna) karo. -Rigveda 6:45:16 2. Woh (Ishwar) ek hai uska koi sajhi nhi hai. -Chandogya Upanishad 6:2:1 3.Jo Asambhuti arthaat prakirti roop se jad padharth (Agni, Mitti, Waayu aadi) ki upasna karte hai, veh agyaanke andhkaar me privisht hote hai aur jo ‘Sambhuti’ arthaat in prakirti padharthoke parinaamswaroop srishti (Pedh, Podhe, Murtiyaa aadi) me raman karte hai veh ussebhi adhik andhkaar me padhte hai. -Yajurveda 40:9 4. Gyani log ek Ishwar ko alagalag namo se pukarte hai. -Rigveda 1:164:46 5. Uski koi pratima nahi hai uska naam hi atyant mahan hai sabse bada yash yahi hai. -Yajurveda 32:3 6. Woh ek hai lekin budhimanlog use vibhin namo se pukarte hai jaise Indra, Mitr, Varun, Agni, Divya, Prakashpunj, Suparna (sansar ki suraksha aur iski dekhbhal karne wala) ityadi uska karye bilkul thik thik hota hai. -Rigveda 1:22:164 7. Mere param bhaav ko na janne wale murkh log mujh sampoorn bhooto ke mahan Ishwar ko s...
30 yrs of spreading morality - Unity - Holy Hadith, Christianity, Hinduism , Teach Democracy, Freedom, Humanity for National Integration, Religious Harmony